|
|
Dil Ki Awaaz Ko Izhaar Kehtay
Hein.. Jhuki Nigah Ko Iqrar Kehtay Hein.... Sirf Paanay Ka Naam
Mohabbat Nahin.... Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehtay Hein. |
|
» |
|
|
|
|
Khobsurat phoolon ki tasveer
saja rakhi thi Beech mien eik ladki ki tasveer laga rakhi thi
Mujhe pata tha woh ladki nikle gi bewafa Isss liyeh mien ne eik
aur ladki phasaa rakhi thi. |
|
» |
|
|
|
|
Ek ada aapke dil
churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki, Chehra apka chand
sa aur ek zid hamari chand pane ki. |
|
» |
|
|
|
|
Zamane se nahin hum tanhai se
darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein
umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se
darte hain. |
|
» |
|
|
|
|
Main usay Dill Say Piyar
Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hai. Rangat
Main Dilfarareb Hum Bhi Nahin LAKIN Saanwali si is jori say
Zamana jalta hai. |
|
» |
|
|
|
|
teri ulfat ki rahoon mein
loota di zindagi hum ne. dil-o-jaan lootane wale to kitna bewafa
nikla. |
|
» |
|
|
|
|
Aaankh say door na hoo dil
say oter jaye ga... waqat ka kya hai guzarta hai guzar jaye ga...
Itna mayoos na khalwat-e-gham say apni... Tu kabhi khod ko bhi
dekhay ga to dar jaye ga... |
|
» |
|
|
|
|
kash main teri khushi ki
leher hota, tu naraz mujh say hoti to mujh pay qehar hota.
main teri chahat ka kya anjam kahon, meri har shaam ka
anjam seher hota. |
|
» |
|
|
|
|
woh mil jaate hain kahani ban
ker, dil main bus jaate hain nishani ban ker. jinhay
hum rkhtay hain apni ankhon main kyon nikal jaate hain woh pani
ban ker. |
|
» |
|
|
|
|
Hansna hamara kisi ko gawara
nahi, har musafir zindagi ka sahara nahi, miltye hain bohat log
is tanha zindagi mein , per koi dost tumse ziyada pyara nahi.
|
|
» |
|
|
|
|
|