|
|
Bari asaani se dil lagaye
jaati hain, Par bari mushkil se wadde nibhai jaati hain, Le jati
he mohabbat un rahon par, Jaha diye nahi dil jalaye jaate hein |
|
» |
|
|
|
|
Laher aati hai, Kinare se
palat jati hai, yaad aati hai, dil main simat jati hai. dono
main farak sirf itna hai, lehar bewaqt aati hai, aur yaad har
waqt atti hai! |
|
» |
|
|
|
|
jab dosti ki dastaan
waqt sunayega, hum ko bhi koi ek shaks yaad ayega, tab bhool
jayenge zaindagi ke gamon ko, Jab aap ke saath guzra waqt yaad
ayega! |
|
» |
|
|
|
|
Ajnabi galeyon se hum guzra
nahi karte, Dard-e-dil liya aur diya nahi karte,ya dosti ka
rishta sirf tum se hai, warna itnay SMS kise ko kiya nahi karte... |
|
» |
|
|
|
|
Agar hum kahen aur woh muskra
dey, Hum unkay liyey zindgaani luta dey, Har ik mod par hum
gamon ko saza dey, Chalo zindagi ko mohabbat bana dey |
|
» |
|
|
|
|
Hamay to ab bhi woh guzra
zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata
hai Hawain tez thi, baarish bhi thi, toofan bhi tha, lekin, Tera
aisay mein bhi vaada nibhana yaad... |
|
» |
|
|
|
|
tujhse milne ki saza denge
tere shaher ke log yeh wafaaon ka sila denge tere shaher ke log
kya khabar thi tere milne pe qayamat hogi mujhko deewana bana
denge tere shaher ke log |
|
» |
|
|
|
|
Apni aag ko zinda rakhna
kitna mushkil hai, Pathar beech aaiana rakhna kitna mushkil hai
Kitna aasaan hai tasveer banana oron ki, Khud ko pas-e-aaiana
rakhna kitna mushkil hai |
|
» |
|
|
|
|
Tu kahin bhi rahey sar pay
teray ilzaam to hai, Teray hathon ki lakiron mein mera naam to
hai Mujko tu apna bana ya na bana teri khushi, Tu zamanay mein
meray naam say badnaam to hai |
|
» |
|
|
|
|
Yeh Dil tum se Pyaar karna
chahta hai, Apni Mohabbat ka iqraar karna chahta hai, Jab se
dekha hai tum ko aey Sanam, Bas tumhara hi dedaar karna chahta
hai |
|
» |
|
|
|