|
|
kal ho na ho...
Aaj tu hai...
Aaj ho na ho...
Ya pel tu hay...
Ya pel ho na ho...
Hum tu hia...
Hum ho na ho...
Humari dosti tu hai |
|
» |
|
|
|
|
U r Sweet as CHOCOLATE,
meetha as GULABGAMUN,
raseela as RASGULLA,
cool as ICE CREAM,
bhagwan apko buri nazar se bachaye,
kahin mere dost ko chitiyaa na lag jaye!!!!! |
|
» |
|
|
|
|
kisi ne dil badal liya
,
kisi ne dhadkan badal li,
aap ke paas kuch nahi tha badalne ko,
to aapne masjid mein jaakar chappal badal li |
|
» |
|
|
|
|
toot jatay hain sabhi rishtay
magar dil ka dil say rishta apni jagah
tujh se na milnay ka yaqeen hai magar
tujh se milnay ke dua apni jagah |
|
» |
|
|
|
|
Har karz dosti ka ada kaun
karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko
salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega |
|
» |
|
|
|
|
Tere DIL mein rahenge SMS
bankar,Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar,Kabhi apne DIL se
juda mut Samajana, Hum tere saath chalenge NETWORK bankar |
|
» |
|
|
|
|
Mujh se mat pooch mere Dill
ki kahani aye Humdum...
Es main kuch Parda-e-Nasheen ke bhi Naam ate hian... |
|
» |
|
|
|
|
Ek yahi aas he kafi hai mere
jeenay mein,
Dil nahi aap dharakte ho mere seenay mein,
Tujh se jo zakham mile dil se laga leta hoon,
Kitni lazzat hai teri zaat ke ghum peenay mein. |
|
» |
|
|
|
|
Teri yaadon ke diye jalate
rahay,
Apni aankho mein ashq chupatay rahay,
Tera ghum tha ek hoosla hamara,
Dil par zakham they or muskuratay rahe. |
|
» |
|
|
|
|
zindgi bikhar gai hoti
kay rohh kay zakham bhar gaye hotey
yea zindgi to app ki ammanat hai
warna hum to kab kay mar gaye hotey. |
|
» |
|
|
|