|
|
Hum apne aap par goroor nahin
karte, Kisi ko pyar karne par majboor nahin karte.
Magar jise ek baar dil main basa lein Phir marte dum tak usay
dil se door nahin karte. |
|
» |
|
|
|
|
Mohabat Soz hoti hain saaz
hoti hai... Mohabat Do diloon kay dermiyan ek raz hoit hai.. |
|
» |
|
|
|
|
Sab duwaoon main yehi
haraf-e-asar payara lagay, Umer bhar chahoon tujay tu umer
bhar payara lagay |
|
» |
|
|
|
|
Dua maangi thi aashiyaanay ki,
Chal padeen aandhiyaan zamaanay ki, Mera gham koi na samajh
paaya, Kiyun k meri aadat thi muskuraanay ki...... |
|
» |
|
|
|
|
Socho ke pani se juda hokar
ye machhliyan kyo tadap kar mar jaati hain na maloom tha unko k
nazdikiyan adat aur aadat aksar zindgi ban jaati hai....!!! |
|
» |
|
|
|
|
Nazar milake humse nazar
chura mat lena dost banakar hame dushman bana mat dena mana ki
hum door hain aapse isi baat ko bahana bana kar humko bhula mat
dena!!! |
|
» |
|
|
|
|
Kabhi yun bhi aa meri aankh
main, k nazar ko bhi khabar na ho, ek raat mujhay nawaz de us k
baad phir sahir na ho, woh bada raheem wa kareem hay mujhay yeh
sifat bhi ata karay, Tujhay bhoolnay... |
|
» |
|
|
|
|
Chaha to buhut izhaar na
karna aaya, kat gai umar hamain pyar na karna aaya, Maanga agar
us nay to judai maangi, Aur hum thay hamain inkaar na karna aaya....... |
|
» |
|
|
|
|
Dosti k naam pay deewaanay
chalay aatay hain, Shama k peechay perwaanay chalay aatay hain,
Tu meri zindagi main nahin aana chahata na aa, par aana meri
moat pay us din to begaanay bhi chalay... |
|
» |
|
|
|
|
Tere justojoo may humne Khoo
diyeh hain kaye raastey Tujhey paaney ki Aarzoo may Khud may
dhoondtey hain Tujhko Apni to bas yahi Duwa hai Kitab-e-Taqdeer
may mere Haath ke lakeeroon par...
|
|
» |
|
|
|
|
|