PakGsm.com
Pakgsm.com Home | Support Us | Advertise | Contact Us
     
             

Note: Warid and Telenor SMS Service Available Now!


 

PakGsm.com >> Mobile SMS Messages >>

 

Poetry Sms

 









    bari bedard haI dunya har gham chupana parta hai~~~~~dil main huzaron zakhm ho phir bHI muskurana parta hai...

»

 

    Qasid piyam-e-Shoq ko itna na kar taweel, Kehna Faqat yeh un say keh ankhain taras gai,,,

»

 

     Tum takalluf ko bhi khaloos samajhte ho Faraz,Dost hota nahin her haath milane wala.

»

 

    Umidon k Saharay Jiye Ja rahay hain Tera Naam lab pe liye ja rahay hain Ek tum ho k milnay ka naam nahin late, EK hum hain k intezar kiye ja rahay hain...

»

 

    kuch galee main ishq ka toq tha.....kuch dil main ishq ka rog tha.....kuch tere sheher kay log thay kaatil....kuch humay katal honay ka shoqe tha..>-(""V"")->

»

 

    main hosh main tha pher us pey marr gaya kaisy....yeh zeher mery dill main uter gaya kaisy

»

 

    Na tum aa sako gay na phir baat hogi, Yeh kaisi dukh bhari chaandni raat hogi, Ghari do ghari beth kar muskura do zara, Khuda jaaney phir chahney walo ki kab mulaqaat hogi.

»

 

    dekhtay dekhtay hum kahan kho gaye janeman ishq main hum kiya say kiya ho gaye chahatoon kay safar main pata na chala manzilan thi yahan rastay kho gaye.

»

 

    na jee sakein yahan na mar sakay yahan. hasnay ki baat choro na ro sakaye yahan.

»

 

    kuch log dil k bohat pass hote hain, vohe jeene ki aas hote hain, mahsos ker k daykho humain, hum her wkt tumharay pass hotay hain

»

 

 

1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14

» Anniversary SMS
» Birthday SMS
» Christmas SMS
» Decent SMS
» Diwali SMS
» Dreams SMS
» Eid SMS
» Flirt SMS
» Friendship SMS
» Funny SMS
» Funny Urdu SMS
» Getwell Soon SMS
» Good luck SMS
» Good Morning SMS
» Good Night SMS
» Independence Day
» Insulting SMS
» Islamic SMS
» Joke SMS
» Love SMS
» Miss You SMS
» Mother's Day SMS
» New Year SMS
» Punjabi SMS
» Sardar Joke SMS
» Send Me SMS
» Urdu Poetry SMS
» Valentine's Day
» Wise Word SMS