|
|
Vo jo geet tum ne suna nahi
mery umr bhar ka riaz tha. Mery chup ki thi vo daastan jisay tum
hassy me urra gaye. |
|
» |
|
|
|
|
raat hogi to chand bhi dohai
daiga, khuwab main tumhaigh woh chehra dikhai daiga,yeh mohabat
hai soch kay kerna, anso bhi girayga to sunai daiga |
|
» |
|
|
|
|
Tum Ager Mujh Ko Na
Chaho To Koi Baat Nahi... Tum Kisi Aur Ko Chaho Gay, To Mushkil
Hogi Meray Ghum Mein Na karaaho, To koi baat Nahi.. Aur K Ghum
Mein karaho gay To Mushkil Hogi |
|
» |
|
|
|
|
Soch ko badlo sitare badal
jayenge Nazar ko badlo nazare badal jayenge Kashtiya badalne ki
zarurat nahi Dishao ko badlo KINARE badal jayenge |
|
» |
|
|
|
|
Ik zara si bhool khataa ban
gayi, Meri wafai hi meri saza ban gayi, Dil liya aur khel kar
tor diya, Hamari jaan gayi unki adaa ban gayi. |
|
» |
|
|
|
|
Hasna jindagi hai, has kar
gum boolana Zindagi hai,jeet kar hanse to kya hanse,haar kar
khushiyan manaana Zindagi hai. |
|
» |
|
|
|
|
CHUP REHTE HAI KYUKI KOI
KHAFA NA HO JAYE....... HUMSE KOI RUSHWA NA HO JAYE...... BADI
MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,,,, MILNE SE PEHLE HI KAHIN JUDA NA
HO JAYE |
|
» |
|
|
|
|
Kalam uthai hai lafz nahi
milta , Jisko dhoond rahay hain who shaks nahi milta, Phirtay
hain who zamanay ki talash mein ,Bas hamaray liye unhe waqt nahi
milta!!! |
|
» |
|
|
|
|
Qayamat tak tujahy yaad
karenge, Teri her baat per aitbaar karenge, Tujhe sms karne ko
to nahi kahain gay, Par phir bhi teray sms ka intzaar karenge. |
|
» |
|
|
|
|
Humse door jao ge kaise, Dil
se hume bhulaoge kaise, Hum to vo khushbo hain jo aap ki sanso
mein baste hain, Khud ki sanso ko rook pao gay kaise |
|
» |
|
|
|